You Are Browsing ‘Hair Problems and Solution’ Category
This Blog is containing Urdu Novels,Urdu Poetry,Beauty Tips, Skin care tips, Recipes, Jokes and many more things.
Hair Loshan for Long Hairs
Baloon Kay Liya Loshan Tayar Karnay Ka Tareeka
Balon ko set rakhnay kay liya Loshan istamal kiya jata ha. Ya loshan aam toor par bazar say mil jata ha. Lakin ya ghar main be ba-asani tayar kiya ja sakta ha.
Aik Cup garam pani main Beej-Dana bheego kar rakh lain. Subha ya laaes dar howa ho ga. Is ko baloon par lagaen. Bal roller ya hair dryer buresh say set kar lain.
Silky and Beautiful Hair Tips
Khobsorat or Mulaim Baal Rakhnay Ka Tariqa
- Khaal say apnay saar ko dhoen, Sarson ki khal koot kar rakh len. Nahanay say pehlay garam pani main bhigo dain or phir sar main laga kar dhoo laian. Bal mulaim ho jain gay.
- Amlay, harer, bahira hum wazan lay kar pees lain. Aak glass garam pani main safoof dalen. is say sar ko dhooen. Bal khobsorat ho jain gay.
- Sikakai or Reethay hum wazan lay kar safoof bana lain. jin k Bal ziyada ghanay hon wo ya safoof istamal karen.
- Leemon ka raas tail main mila kar jaron main malish karen.
- Kalvanji pees kar ess k sath sar ko dhoen. Bal naram or mulaem ho jaen gay.
Subscribe to:
Posts (Atom)