Urdu Gharana: urdu hair tips
Showing posts with label urdu hair tips. Show all posts
Showing posts with label urdu hair tips. Show all posts

Red Pimples On Face




Red Pimples On Face


Face Bleaching Tips



Face Bleaching Tips


Make Your Face Fresh



Make Your Face Fresh


Make Your Face Beautiful



Make Your Face Beautiful


Dark Skin Can Be White and Glowing



Dark Skin Can Be White and Glowing


Skin Whiting Urdu Tips



Skin Whiting Urdu Tips


Remove Your Face Yellowness



Remove Your Face Yellowness


Remove Face Dullness Tips



Remove Face Dullness Tips



Skin Spots Removing Tips



Skin Spots Removing Tips



Face Hair Removing Tips



Face Hair Removing Tips


Face Pimple Removing Tips



Face Pimple Removing Tips




Make Your Eyes Beautiful Tips In Urdu

Make Your Eyes Beautiful Tips In Urdu


 
Make Your Eyes Beautiful Tips In Urdu

Make Your Eyes Beautiful Tips In Urdu

  • Gehra kajal Bohat White Complexion  or Old Age par acha nahi lagta.
  • Ankhon ko bhara zahir karnay kay liya Liner or Burash say  Uper wali palkon kay darmayani hisay nechay ki palkon k darmayan tak Line khanchni chahiye. Yae palkon ki jar kay kareeb hi rehni chahiye.
  • Ankhon kay singhar main kam anay walay Cosmetics Kuch Khawateen ko Allergic bhee kar saktay hain. Is liya makeup k waqt ya bad main Ankhon main jalan ya pani behna shuru ho jay tou foren makeup saf kar k ankhon main Eye Loshen dal lain.

Dark Circles Under Your Eyes

Dark Circles Under Your Eyes Remover Urdu Tips

Dark Circles Under Your Eyes


Dark Circles Under Your Eyes Remover Urdu Tips



  • Ankhoon kay gird protein (A) ka oil lagaeen halkay khatam ho jain gay.
  • Aik kala, aik paoo papeeta, aik paoo amrood, 3no ki chat bana kar rozana istamal karen.
  • Lemon kay eraq main roghan chambeeli k chand qatray mila kar raat ko sotay waqt ankhohn par laganay say halqay door hotay hain.
  • Allo k tukray kadu kash karnay k bad mal mal kay kapray main bandh kar taqreeban 15 mints ankhon par rakhnay say bhee sayah halkay khatam hotay hain.
  • Mal Mal kay kapray par narangee ka taza ras laga kar ankhon par rakhnay say bhee  halkay khatam ho jatay hain.

Skin Whiting Tips in Urdu

































Skin Whiting Tips (Best Tips For Dark Complication Faces)

  • Podenay ki Patiyan lay kar unhen Pani main ubal kar thanda kar laein or Nehar Mun istamal karen.
  • Gajar khanay YA us ka juice penay say be rang white or Refresh hota ha.
  • Kisi bartan main pani ubal lain phir us pani say steam laein. Is tareeqay say masam kholtay hain, chehra saaf hota ha or rang white hota ha.
  • Lemon ka rass face par malnay say be rang gora hota ha.

How to Remove Makeup Urdu




































Remove Your Makeup at Your Home Tips

  • Gainday k taza phool lain or us ki patiyan toor lain.
  • Ik  bartan main 2 glass pani dal kar patiyon ko uobalnay k liya rakh dain.
  • 5 mint k bad Aag say utar lain.
  • Thanda karnay k bad chaan laen or ik botal main dal lain.
  • Jab makeup saaf karna ho tou Rooi k sath pani main bheego kar saaf kar lain.
  • Saaf karnay k bad dobara Chehray pay laga kar so jain. App ki Skin Saaf rahay ge.

All Face Problems and Solution

You Are Browsing ‘All Face Problems and Solution’ Category

  

Hair Mask For Hair Loss, Dry Hairs Urdu Tips






























Hair Mask For Hair Loss, Dry Hairs Urdu Tips

Ingredients

  • Anda                       ----- 1 adad
  • Zaitoon ka tail        -----  2 chay k chamach
  • Shahad                    -----  1 chay ka chamach
  • Hair Conditioner    -----  1 chay ka chamach
How To Make

  • Tamam cheezon ko ik sath mila lain or Owen main 20 say 25 sec tak garam karen.
  • Ab is ko apnay balon main laga lain or 30 Mint tak ik jagha bhat jain.
  • Ab apnay sar ko neem garam pani say dhoo lain
  • Ya hair mask app kay balon ko mazboot karta ha jaroon say.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Don't Forget To Join US Our Community
×
blogger