Urdu Gharana

Skin Whiting Tips in Urdu

































Skin Whiting Tips (Best Tips For Dark Complication Faces)

  • Podenay ki Patiyan lay kar unhen Pani main ubal kar thanda kar laein or Nehar Mun istamal karen.
  • Gajar khanay YA us ka juice penay say be rang white or Refresh hota ha.
  • Kisi bartan main pani ubal lain phir us pani say steam laein. Is tareeqay say masam kholtay hain, chehra saaf hota ha or rang white hota ha.
  • Lemon ka rass face par malnay say be rang gora hota ha.

Face Wrinkles Of Makeup



























Remove Face Wrinkles Of Makeup

  • Mati ke Payali Main 1 Spoon Malaei or Almost 3 Badam (Almonds) Pess kar rat k waqt chehray par lagaen. chaeiyan, jhuriyan khatam ho jain gee.
  • Ghahoon ka Ata or Haldi equal weight main lay kar mila lain. Phir Kachay Milk main mila kar Istamal karen faida ho ga.

How to Remove Makeup Urdu




































Remove Your Makeup at Your Home Tips

  • Gainday k taza phool lain or us ki patiyan toor lain.
  • Ik  bartan main 2 glass pani dal kar patiyon ko uobalnay k liya rakh dain.
  • 5 mint k bad Aag say utar lain.
  • Thanda karnay k bad chaan laen or ik botal main dal lain.
  • Jab makeup saaf karna ho tou Rooi k sath pani main bheego kar saaf kar lain.
  • Saaf karnay k bad dobara Chehray pay laga kar so jain. App ki Skin Saaf rahay ge.

All Face Problems and Solution

You Are Browsing ‘All Face Problems and Solution’ Category

  

Hair Mask For Hair Loss, Dry Hairs Urdu Tips






























Hair Mask For Hair Loss, Dry Hairs Urdu Tips

Ingredients

  • Anda                       ----- 1 adad
  • Zaitoon ka tail        -----  2 chay k chamach
  • Shahad                    -----  1 chay ka chamach
  • Hair Conditioner    -----  1 chay ka chamach
How To Make

  • Tamam cheezon ko ik sath mila lain or Owen main 20 say 25 sec tak garam karen.
  • Ab is ko apnay balon main laga lain or 30 Mint tak ik jagha bhat jain.
  • Ab apnay sar ko neem garam pani say dhoo lain
  • Ya hair mask app kay balon ko mazboot karta ha jaroon say.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Don't Forget To Join US Our Community
×
blogger